GoConqr hat ein neues Design! Sag uns, wie es dir gefällt.

Quiz

Seerah quiz-6

Shabana Rupani 15 Fragen

Quiz starten

Fragen in diesem Quiz (15)

  1. 1Q-1: Habsha mein Musalman minority mein hone ki wajah se...
    1. AApne Deen se na-waqif thay.
    2. BIslami tahzeeb ko bhool gaye.
    3. CIslam ki tahzeeb aur ibadat per jame rahe.
  2. 2Q-2: Khawateen ke liye Islam mein ijazat di gayi...
    1. AKisi bhi gair-mehram se baat nahi kar sakte.
    2. BZarurat ke tahat baat kar sakte hain.
    3. CHasi-mazaak kar sakte hain
  3. 3Q-3: Namaz,roza,Hajj Islam ki tamaam ibadat kya ahsaas dilati hai aur
    Habsha mein tamaam musalmano ne Jafar(R.A) ko taqreer ke liye chuna
    1. AMusalman us waqt kamyab ho sakte hain jab kisi aik banner tale jama hon
    2. BMusalman jama bhi ho wahan sabse pehle kisiko apna Ameer banayega
    3. CDono jawabaat durust hain.
  4. 4Q-4: Hamza (R.A) ko aik kaneez ne Aap (S.A.W) per ho rahe zulm ki taraf mutawajje kiya jo unke liye Islam qubool karne ka baais huwi
    1. AWo kaneez Abdullah bin Ja'dan ki thi.
    2. BUmar(R.A) ki kaneez Lubaina thi.
    3. CUmaiyyah bin khalf ki kaneez thi.
  5. 5Q-5: Umar(R.A) Nubuwwat ke kitne saal baad Musalman hue ?
    1. ANubuwwat ke 7th saal
    2. BNubuwwat ke 6th saal
    3. CNubuwwat ke 8th saal
  6. 6Q-6: Umar(R.A) ne apni behen ke ghar kaunse Surah ki tilawat suni ?
    1. ASurah Maryam
    2. BSurah Haaq'qah
    3. CSurah Ta'ha
  7. 7Q-7: "Umar(R.A) ke qubool-e-Islam ki wajah se Islam ko mazeed quwwat mili aur humne Ka'batullah ke saamne namaz padhi"
    1. AAbdullah bin masood ne kaha
    2. BHamza(R.A) ne kaha
    3. CKhabbab bin Arat(R.A) ne kaha
  8. 8Q-8: Wo Sahabiyah jinhe do hijraton ka sawaab hai
    1. AAsma binte Abu Bakr(R.A)
    2. BAsma Ansariya(R.A)
    3. CAsma binte Umais(R.A)
  9. 9Q-9: Aap(S.A.W) ne khaas do logon ke liye dua ki unki kin khususiyaat ki bina per ?
    1. AGehri soojh-boojh
    2. BBahaduri aur baseerat
    3. CMushkilaat mein date rehna
    4. DTeeno jawabaat durust hain
  10. 10Q-10: Fiqh ka matlab kya hai ?
    1. AFatawa kanoon
    2. BGehri soojh-boojh Baseerat
    3. CDono jawabaat durust hain

Informationen

Beschreibung
Understanding the life of the Prophet pbuh
Sprache
English
Aufrufe
522
Schlagwörter
seeratqur'ansunnah
Bewertung
Noch keine Bewertungen
Bewerte dieses Quiz
Bewerte dieses Quiz

Feedback

Worum geht es?

Wie gefällt dir das neue Design?

Dein Eindruck