GoConqr has a new look! Let us know what you think.

Quiz

DAUR-E-QURAN juz 2

Asiya Abdul Raoof 12 questions

Take the quiz

Questions in this quiz (12)

  1. 1Q1. Shukr ka opposite :-
    1. ASabar
    2. BKufr
    3. CGunaah
  2. 2Q2. Hadith Qudsi kay mutabiq "sabar ka badla sirf aur sirf _____________ hai" :-
    1. AMeetha phal
    2. BJannat
    3. CKhushi
  3. 3Q3. Dunya ki asaishon (niyamatoon) say faida uthana :-
    1. AJaiz hai
    2. BNa jaiz
    3. CPasandida nahi / achi baat nahi
  4. 4Q4. Hum par rozay farz kiye gaye. Pichli ummaton par roza rakna ____________ tha ?
    1. AFarz
    2. BSunnat
    3. CNafl
  5. 5Q5. Allah (s.w.t) tak puhachnay kay liye ?
    1. AWaseela zaruri hai
    2. BKisi waseelay ki zarurat nahi
    3. CAuliya Allah ki zarurat padhti hai
  6. 6Q6. Hadith mein aadha ilm kisay kaha gaya ?
    1. AGaur say sunay ko
    2. BGaur fikar karnay ko
    3. CAchay sawal karnay ko
  7. 7Q7. Fitnah kis cheez say zyada sakht hai ?
    1. AJang say
    2. BQatal say
    3. CDono say
  8. 8Q8. Ayaat 219 mein 'sharab' aur 'juway' ka______________ hokum hai ?
    1. AIbtedai (initial)
    2. BHatmi (final)
    3. CSakht (strict)
  9. 9Q9. Kya kuch karch kiya jaye ?
    1. AApni zarurat ruk kar
    2. BAllah ka diya sub kuch
    3. CZarurat say zayd
  10. 10Q10. Ayaat 166 mein koun log bezar hongay ?
    1. ALeaders apnay followers say
    2. BFollowers apnay leaders say
    3. CDono ek dusray say

Information

Description
Brief interpretation of the Quran
Language
English
Views
192
Rating
No ratings yet
Rate this quiz
Rate this quiz

Feedback

What is it about?

What do you think of the new look?

How do you like it?