Quiz
QURANIC GEMS QUIZ 16-17-18
Questions in this quiz (15)
1Q1) Deen mein tangi nahi se kya murad hai ?
- ADeen per amal karne se buraaiyan khatam hoti hain
- BDeen per amal karne se nekiyaan janam leti hain
- CDeen per amal karne se zindagi mein aasaaniyaan paida hoti hain
- DDeen per amal karne se insaan ko nek-naami milti hain
2Q2) Humein kis field mein mehnat karni chahiye ?
- Ailm haasil karne mein
- Bilm sikhaane mein
- CKhidmat-e-khalq mein
- DHar shuba-e-zindagi mein(every walk of life)
3Q3) Milllat-e-Muhammadi ki jagah Millat-e-Ibraheemi kaha gaya hai kyunki Ibraheem(AS) ko _______________________ maante the
- AYahudi
- BNasara
- CMushrikeen
- DAll of the above
4Q4) ifk ke maani kya hai ?(Multiple answers)
- AFitna-e-Munafiqeen
- BGheebat
- CAisi baat jismein jhoot shaamil ho
- DAisi baat jiska haqeeqat se koi taaluq na ho
5Q5) Hadith ke mutabiq kitne qism ke log Arsh-e-Azeem ke saaye mein honge ?
- A3
- B5
- C7
- D9
6Q6) Saeed bin Musayyib ko unki khoobiyon ki wajah se kinse bohot qareeb samjha jaata hai ?
- ASahabah ikraam
- BTaabaeen
- CTaba Taabaeen
- DAuliyaah
7Q7) Sahabah ikraam ne jab ye baat suni to wo itne khush hue ki pehle kabhi na hue the...wo kya baat thi ?
- ANamaz Jannat mein le jaanewali cheez hai
- BSadaqaat se rooh ki paakeezgi haasil hoti hai
- CQarzdaar ko muhallat denewala qayamat ki sakhti se bach jaayega
- DJo jiske saath muhabbat karta hai uska anjaam usi ke saath hoga
8Q8) Hadd-e-Qazaf mein kitne kode lagaaye jaate hain ?
- A50
- B60
- C70
- D80
9Q9) Jihaad ke lafzi maani bataaein
- AJadd-o-jahad
- BKoshish
- CEk dusre se aage nikalna
- DJung karna
- EA and B
- FC and D
10Q10) Allah tala kinko chunta hai ?
- AJo bohot acha likhna jaante hain
- BJinmein bolne ki behtereen salahiyat hai
- CJo apne firqe se mukhlis hai
- DJinmein Khair ho
11Q11) Waqya-e-ifk kis ghazwe se waapsi ke waqt pesh aaya ?
- AGhazwah Banu Mustaliq
- BGhazwah Ahzaab
- CGhazwah Tabuk
- DGhazwah Khaibar
12Q12) Takbeer-e-oola kisko milti hai ?
- AJamaat attend karnewalon ko
- BIqamat attend karnewalon ko
- CAzaan sunnewalon ko
- DMasjid se qareeb rehnewalon ko
13Q13) Pichli Kitaabon mein apne maannewalon ka kya naam rakha tha ?
- AYahudi
- BNasara
- CIbraheemi
- DMuslim
14Q14) Is waqye mein Munafiqeen ke alawa kuch Momin bhi shaamil the, unke saath kya maamla kiya gaya ?
- AUnhein maaf kar diya gaya
- BUnka boycott kiya gaya
- CUnper Hadd-e-Qazaf lagaayi gayi
- DUnhein Laan-taan kiya gaya
15Q15) Hadith(mafhoom): Jisne ______________ ki hifazat ki, wo uske liye Qayamat ke din Noor,Burhaan aur Nijaat ka baaes hogi
- ANamaz
- BSadaqah
- CZubaan
- DNafs
Information
- Description
- TRANSLATION AND TAFSEER OF SELECTED AYAH OF THE HOLY QURAN
- Author
- Shabana Rupani
- Language
- English
- Views
- 448
- Tags
- Rating
- No ratings yet Rate this quiz