¡GoConqr estrena diseño! Cuéntanos qué te parece.

Test

Seerate Sahaba {TEST-9}

Asiya Abdul Raoof 10 preguntas

Hacer el test

Preguntas del test (10)

  1. 1Q1. Ubay Bin Kaab (ra) ki speciality :-
    1. AMaher Ul Quran
    2. BMadinah mein sub se pehle katibe wahi
    3. CDono jawabat durust hai
  2. 2Q2. Ubay Bin Kaab (ra) taluq khazraj ke kis qabile se tha ?
    1. ABanu Najar
    2. BBanu Haris
    3. CBanu Ammr
  3. 3Q3. Ubay Bin Kaab (ra) ki kunyat :-
    1. AAbu Tufail
    2. BAbu Mundhir
    3. CDono jawabat durust hai
  4. 4Q4. Muslim ki hadeeth : "mujhe Allah ne hukum diya hai ke mein Ubay Bin Kaab (ra) ke samne surah __________________ ki tilawat karun"
    1. ASurah Yasin
    2. BSurah Fatiha
    3. CSurah Bayinah
  5. 5Q5. Ubay Bin Kaab (ra) ka laqab :-
    1. ASayad ul Ansar
    2. BSayad ul Qira
    3. CDono jawabat durust hai
  6. 6Q6. Hadeeth ke mutabiq Ubay Bin Kaab (ra) ko sub se zyada kis cheez ka ilm tha ?
    1. AQiraat
    2. BHalal haram
    3. CMiras
  7. 7Q7. Ubay Bin Kaab (ra) kis bayt mein shamil the ?
    1. ABayt Uqba Awwal
    2. BBayt Uqba Sani
    3. CDono jawabat durust hai
  8. 8Q8. Rasool (saws) ke puchne per ke Quran ki sub se azeem ayat kounsi hai. Ubay Bin Kaab (ra) ne kya jawab diya ?
    1. AAyat e Dain
    2. BAyat e Bir
    3. CAyatal Kursi
  9. 9Q9. Ubay Bin Kaab (ra) riwayat karte hai ke "Rasool (saws) ne farmaya Tawrat aur Injeel mein Allah ne ____________________ ki misal (manind) kalam nahi utara.
    1. ASurah Ikhlas
    2. BSurah Naas
    3. CSurah Fatiha
  10. 10Q10. Ubay Bin Kaab (ra) ke mawakhati bhai :-
    1. ASaeed Bin Zaid (ra)
    2. BZubair Bin Awwam (ra)
    3. CSaad Bin Abi Waqqas (ra)

Información

Descripción
Inspirational history of sahaba
Idioma
English
Visitas
688
Valoración
Aún sin valoraciones
Valora este test
Valora este test

Escríbenos

¿Sobre qué es tu mensaje?

¿Qué te parece el nuevo diseño?

¿Te gusta?