Test
Seerah quiz-1
Crea una cuenta gratis para terminar este test
Guarda tu progreso y consulta tu resultado final.
¿Ya tienes cuenta? Inicia sesión
Preguntas del test (10)
1Seerat padhna kyun zaruri hai ?
- AEemaan taaza hota hai.
- BAap(s.a.w) se mohobbat mein izafa hota hai.
- CDono jawabaat durust hain.
2Q-2: Seerat ke do pehlu hain, Khulq-Khalq, dono milakar ________ kaha jaata hai.
- AHulya Mubarak
- BShumael
- CDono jawabaat durust hain
3Q-3: Sabse pehle Seerat kisne likhi ?
- ASafiur-Rahman Mubarakpuri ne
- BSahaba ne
- CUrwa bin Zubair ne
4Q-4: Seerat padhna har Musalman per farz hai, ye kiska Qaul hai ?
- AUrwa bin Zubair
- BImam ibn al Qayyum
- CImam ibn e Taimiyah
5Q-5: Ahle Kitaab ne Rasoolon ke ta'aluq se kis tarah Ghulu kiya ?
- AA) Unhein Insaan samjha
- BB) Unhein Allah ke barabar qaraar diya
- CC) Unhein Allah ka beta banaya
- DD) Jawaab B aur C durust hai
6Q-6: Aap jis Kitaab ka muta'ala kar rahe hain uska naam
- ASeeratun Nabi(s.a.w)
- BRehmatulil Aalameen
- CAr Raheeq Al Makhtoom
7Q-7: Injeel mein Aap (s.a.w) ka naam
- AMuhammad bataya gaya
- BAhmed
- CDono jawabaat durust hain
8Q-8: Hadith e Rasool(s.a.w) hai, "Tum mein se koi momin nahi ho sakta jabtak main Use ........... "
- APoori duniya se badhkar mehboob na ho jaaoon
- BUske Walidain aur tamam logon se badhkar mehboob na ho jaaooon
9Q-9: Aap(s.a.w) kaunse Qabile se ta'aluq rakhte the ?
- ABanu Hashim
- BQuraish
- CBanu Fahar
10Q-10: Aap(s.a.w) ne kabhi __________ ki qasam nahi khayi
- ADevi devtaon
- BLaat aur Uzza
- CHub-bul
- DTeeno jawabaat durust hain
Información
- Descripción
- Understanding the life of the Prophet pbuh
- Autor
- Shabana Rupani
- Idioma
- English
- Visitas
- 1.545
- Etiquetas
- Valoración
- Aún sin valoraciones Valora este test