Test
Seerate Sahaba & Sahabiyat {TEST-2}
Preguntas del test (10)
1Q1. Abu Bakr Siddique (ra) ke ghulam :-
- AAbdullah Bin Abi Bakr
- BAmair Bin Fuhaira
- CAbdullah Bin Ureqat
2Q2. Hijrat ke safr mein guide Abdullah Bin Ureqat koun the ?
- ANew muslim
- BKafir
- CSache musalman
3Q3. Masjid Areesh kahan qaim ki gai ?
- AMaidan-e-Badr
- BWadi Hunain
- CUhud Pahad
4Q4. Ayesha (ra) ke har khone wale waqiah se ummat ko kya faida hasil huwa ?
- AQafile ko araam meysar aya
- BQasr namazon ka tohfa mila
- CTayammum ki asaani hasil hui
5Q5. Abu Bakr Siddique (ra) ne waqiah Ifk mein ghalat fehmi ka shikar sahabi ke saath kya sulook kiya ?
- ASakht ghussa huwe
- BMuaaf kardiya aur maddad jari rakhi
- CMuaaf kardiya magar maddad rok di
6Q6. Abdullah Bin Abi Bakr ne hijrat ke mauqe par kya kam anjam diya ?
- ABakriya charahte takey nishanaat mit jae
- BKuffare Makkah ki khabre Rasool (saws) ko puhchate
- CKuffare Makkah ko Nabi (saws) ki ghalat khabre dete
7Q7. Nabi (saws) ke aylalat ke dino mein Abu Bakr (ra) ne kitni namazo ki imamat ki ?
- A17
- B20
- C13
8Q8. Rasool (saws) ne farmaya :- "agar mein kisiko _________________ banata toh Abu Bakr hi ko banata" :-
- AKhaleel
- BKhaleefa
- CSarparast
9Q9. Amr Bin Al Aas kin sahaba ikhram ke saath imaan lae jispar Nabi (saws) ne farmaya ke "Makkah ne apne jigar ghosh ko Islam ki godh mein dal diya hai" :-
- AKhaled Bin Waleed (ra) aur Abu Dunjal (ra)
- BUthman Bin Talha (ra) aur Abu Dunjal (ra)
- CKhaled Bin Waleed (ra) aur Uthman Bin Talha (ra)
10Q10. Kounse fitna Abu Bakr (ra) ki khilafat ke daur mein utha ?
*mane - those who refuse/deny- AMusailma Kazzab aur mane zakaat
- BMusailma Kazzab aur mane hajj
- CMane saum aur mane zakaat
Información
- Descripción
- Their lives, inspirations & legacy
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Idioma
- English
- Visitas
- 1.169
- Etiquetas
- Valoración
- Aún sin valoraciones Valora este test