Quiz
Seerate Sahaba {TEST-9}
Crie uma conta grátis para terminar este quiz
Salve seu progresso e veja sua nota final.
Já tem uma conta? Inicie sessão
Perguntas do quiz (10)
1Q1. Ubay Bin Kaab (ra) ki speciality :-
- AMaher Ul Quran
- BMadinah mein sub se pehle katibe wahi
- CDono jawabat durust hai
2Q2. Ubay Bin Kaab (ra) taluq khazraj ke kis qabile se tha ?
- ABanu Najar
- BBanu Haris
- CBanu Ammr
3Q3. Ubay Bin Kaab (ra) ki kunyat :-
- AAbu Tufail
- BAbu Mundhir
- CDono jawabat durust hai
4Q4. Muslim ki hadeeth : "mujhe Allah ne hukum diya hai ke mein Ubay Bin Kaab (ra) ke samne surah __________________ ki tilawat karun"
- ASurah Yasin
- BSurah Fatiha
- CSurah Bayinah
5Q5. Ubay Bin Kaab (ra) ka laqab :-
- ASayad ul Ansar
- BSayad ul Qira
- CDono jawabat durust hai
6Q6. Hadeeth ke mutabiq Ubay Bin Kaab (ra) ko sub se zyada kis cheez ka ilm tha ?
- AQiraat
- BHalal haram
- CMiras
7Q7. Ubay Bin Kaab (ra) kis bayt mein shamil the ?
- ABayt Uqba Awwal
- BBayt Uqba Sani
- CDono jawabat durust hai
8Q8. Rasool (saws) ke puchne per ke Quran ki sub se azeem ayat kounsi hai. Ubay Bin Kaab (ra) ne kya jawab diya ?
- AAyat e Dain
- BAyat e Bir
- CAyatal Kursi
9Q9. Ubay Bin Kaab (ra) riwayat karte hai ke "Rasool (saws) ne farmaya Tawrat aur Injeel mein Allah ne ____________________ ki misal (manind) kalam nahi utara.
- ASurah Ikhlas
- BSurah Naas
- CSurah Fatiha
10Q10. Ubay Bin Kaab (ra) ke mawakhati bhai :-
- ASaeed Bin Zaid (ra)
- BZubair Bin Awwam (ra)
- CSaad Bin Abi Waqqas (ra)
Informações
- Descrição
- Inspirational history of sahaba
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Idioma
- English
- Visualizações
- 688
- Etiquetas
- Avaliação
- Ainda sem avaliações Avalie este quiz