O GoConqr está de visual novo! Conte para nós o que você achou.

Quiz

Seerate Sahaba & Sahabiyat {TEST-24}

Asiya Abdul Raoof 10 perguntas

Fazer o quiz

Perguntas do quiz (10)

  1. 1Q1. Rafdi firqa apne aapko kiska wafadar kehta tha ?
    1. AAyesha (ra)
    2. BAbu Bakr (ra)
    3. CAli (ra)
  2. 2Q2. Rasool (saws) apni azwaj ko kisi ghalti (khilaf ula baat) per bhi nahi tokte the ?
    1. AJee haan
    2. BJee nahi
  3. 3Q3. Ayesha (ra) ne ye kis ke bare mein farmaya "mein ne unse zyada uthne baitne ke taur tareeqe mein Rasool (saws) se miltajhulta (similar) kisi aur ko nahi dekha"
    1. AZainab Binte Mohammad (ra)
    2. BUmme Khultum Binte Mohammad (ra)
    3. CFatimah Binte Mohammad (ra)
  4. 4Q4. Ayesha (ra) aur Fatima (ra) ke apas ke taluqat chand wajoohat (reasons) kibina per ache nahi the ?
    1. ASahi
    2. BGhalat
  5. 5Q5. Waqiah Ifk kab pesh aya ?
    1. A5 hijri
    2. B2 hijri
    3. C9 hijri
  6. 6Q6. Ghazwae Banu Mustalaq mein munafiqeen kitni tedad mein shareek huwe ?
    1. AKam tedad mein
    2. BZyada tedad mein
  7. 7Q7. Ayesha (ra) ne har kis se udhar liya tha ?
    1. AAsma Binte Abu Bakr (ra)
    2. BUmme Salma (ra)
    3. CZainab Binte Jahash (ra)
  8. 8Q8. Ghazwae banu Mustalaq ke dauran kisne musalmano ko apas mein ladwane ki koshish ki ?
    1. AAbu Sufyan
    2. BIkrama Bin Abu Jahl
    3. CAbdullah Bin Ubay
  9. 9Q9. Ayesha (ra) jab qafile se piche rehgai toh unko koun qafile tak lae ?
    1. AAnas (ra)
    2. BHatib (ra)
    3. CSafwaan (ra)
  10. 10Q10. Ayesha (ra) ne farmaya "mein toh Sabr Jameel karongi aur Allah hi maddad karne wala hai" Ye kis payghambar ke alfaz hai jo Ayesha (ra) ne duhrae ?
    1. AYaqub (as)
    2. BZakariya (as)
    3. CIbrahim (as)

Informações

Descrição
Their lives, inspirations & legacy
Idioma
English
Visualizações
472
Avaliação
Ainda sem avaliações
Avalie este quiz
Avalie este quiz

Fale Conosco

Sobre o que é sua mensagem?

O que você acha do novo visual?

Você gostou?