Quiz
Seerate Sahaba & Sahabiyat {TEST-17}
Perguntas do quiz (10)
1Q1. Abdur Rahman Bin Auf (ra) ne apne muakhati bhai ki peshkash ke Aap (saws) mera adha maal lele, ka kya jawab diya ?
- AWo fauran razi hogae
- BSonch kar jawab dene ka kaha
- CAllah aap ke maal mein barkat de. Aap mujhe bazar ka rasta dikha de
2Q2. Jang-e-Uhud mein 20 se zyada choote lagne ki wajah se un mein kya nuqs paida hogaya ?
- ALangdhe hogae
- BHaath bekar hogae
- CChehra bighad gaya
3Q3. Abdur Rahman Bin Auf (ra) ki gawahi per Umar (ra) ne kinse jizya wusool kiya ?
- AIran ke yahudio se
- BIran ke isaion se
- CIran ke majusion se
4Q4. Nabi (saws) ne kis sahabi ki imamat mein puri 1 rakat padhi ?
- AAbu Bakr (ra)
- BSaad Bin Abi Waqqas (ra)
- CAbdur Rahman Bin Auf (ra)
5Q5. Besh baha (qeemti) tahaif dene per Ayesha (ra) ne Abdur Rahman Bin Auf (ra) ko kya dua di ?
- AAllah unke kirdar ko nikhare
- BAllah unke ilm mein izafa farmae
- CAllah unko sarsabeel ka paani pilae
6Q6. Hadeeth : Har ummat ka ek ___________ hota hai aur meri ummat ka _____________ Abu Obaidah Bin Jarrah hai.
- AAmin
- BSadiq
- CMuhsin
7Q7. Ghazwae Uhud mein Rasool (saws) ki takleef dur karne ke wajah se Abu Obaidah (ra) ko kya qurban karna padha ?
- AApne 2 nichle daanth
- BApni 2 ungliya
- CApni ankh
8Q8. Abu Obaidah ke muakhati bhai :-
- AAbu Talha (ra)
- BAbu Zar Ghaffari (ra)
- CAbu Ayub Ansari (ra)
9Q9. Ye alfaz kis jaleel ul qadr sahabi ke hai "meri be sarosamani hi mujhe meri manzil tak puhchae gi"
- AAbdur Rahman Bin Auf (ra)
- BUmar (ra)
- CAbu Obaidah Bin Jarrah (ra)
10Q10. Kounsi beemari Abu Obaidah (ra) ki wafat ka sabab bani ?
- AHaida / cholera
- BTawoon / plague
- CYarqaan / jaundice
Informações
- Descrição
- Their lives, inspirations & legacy
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Idioma
- English
- Visualizações
- 358
- Etiquetas
- Avaliação
- Ainda sem avaliações Avalie este quiz