¡GoConqr estrena diseño! Cuéntanos qué te parece.

Test

Seerate Sahaba & Sahabiyat {TEST-28}

Asiya Abdul Raoof 10 preguntas

Hacer el test

Preguntas del test (10)

  1. 1Q1. Umme Habibah (ra) ko habsha mein kis azmaish ka samna karna pada ?
    1. AShohar ki beemari
    2. BShohar ka murtid hona
    3. CShohar ka qatl
  2. 2Q2. Rasool (saws) ka kis ummul momineen se nikah se ye daleel milti hai ke dulha dulhan dur bhi ho toh telephone waghaira per nikah padhaya jasakta hai ?
    1. AUmme Habibah (ra)
    2. BSafiya (ra)
    3. CZainab Binte Jahash (ra)
  3. 3Q3. Abu Sufyan (ra) ki beti aur ameer Mawiya (ra) ki behn :-
    1. AUmme Salmah (ra)
    2. BUmme Habibah (ra)
    3. CSafiya (ra)
  4. 4Q4. Umme Habibah (ra) kab Madinah tashreef layi ?
    1. A5 hijri
    2. B6 hijri
    3. C7 hijri
  5. 5Q5. Umme Habibah (ra) se marwi ahadeeth ki tedad kitni hai ?
    1. A5
    2. B25
    3. C65
  6. 6Q6. Ghazwae Khaybar se wapsi mein Rasool (saws) ne kis se nikah farmaya ?
    1. AUmme Habibah (ra)
    2. BSafiya (ra)
    3. CZainab Binte Khuzaima (ra)
  7. 7Q7. Safiya (ra) kiski beti thi ?
    1. AYahoodi sardar
    2. BIssai sardar
    3. CMushrik sardar
  8. 8Q8. Nikah ke baad Madina puhanch kar Safiya (ra) ne apne sone ke jhumke kisko tohfe mein diye ?
    1. AAyesha (ra)
    2. BFatima (ra)
    3. CUmme Salmah (ra)
  9. 9Q9. Umme Habibah (ra) ka asli naam :-
    1. ARamla
    2. BHind
    3. CZainab
  10. 10Q10. Rasool (saws) ne apne dafa mein kehne ke liye ye alfaz kisko sikhaye ? "mere baab Haroon (as) mere chacha Musa (as) aur mere shohar Mohammad (saws) hai"
    1. AUmme Habibah (ra)
    2. BSafiya (ra)
    3. CAyesha (ra)

Información

Descripción
Their lives, inspirations & legacy
Idioma
English
Visitas
682
Valoración
Aún sin valoraciones
Valora este test
Valora este test

Escríbenos

¿Sobre qué es tu mensaje?

¿Qué te parece el nuevo diseño?

¿Te gusta?