Quiz
Seerate Sahaba & Sahabiyat {TEST-28}
Perguntas do quiz (10)
1Q1. Umme Habibah (ra) ko habsha mein kis azmaish ka samna karna pada ?
- AShohar ki beemari
- BShohar ka murtid hona
- CShohar ka qatl
2Q2. Rasool (saws) ka kis ummul momineen se nikah se ye daleel milti hai ke dulha dulhan dur bhi ho toh telephone waghaira per nikah padhaya jasakta hai ?
- AUmme Habibah (ra)
- BSafiya (ra)
- CZainab Binte Jahash (ra)
3Q3. Abu Sufyan (ra) ki beti aur ameer Mawiya (ra) ki behn :-
- AUmme Salmah (ra)
- BUmme Habibah (ra)
- CSafiya (ra)
4Q4. Umme Habibah (ra) kab Madinah tashreef layi ?
- A5 hijri
- B6 hijri
- C7 hijri
5Q5. Umme Habibah (ra) se marwi ahadeeth ki tedad kitni hai ?
- A5
- B25
- C65
6Q6. Ghazwae Khaybar se wapsi mein Rasool (saws) ne kis se nikah farmaya ?
- AUmme Habibah (ra)
- BSafiya (ra)
- CZainab Binte Khuzaima (ra)
7Q7. Safiya (ra) kiski beti thi ?
- AYahoodi sardar
- BIssai sardar
- CMushrik sardar
8Q8. Nikah ke baad Madina puhanch kar Safiya (ra) ne apne sone ke jhumke kisko tohfe mein diye ?
- AAyesha (ra)
- BFatima (ra)
- CUmme Salmah (ra)
9Q9. Umme Habibah (ra) ka asli naam :-
- ARamla
- BHind
- CZainab
10Q10. Rasool (saws) ne apne dafa mein kehne ke liye ye alfaz kisko sikhaye ? "mere baab Haroon (as) mere chacha Musa (as) aur mere shohar Mohammad (saws) hai"
- AUmme Habibah (ra)
- BSafiya (ra)
- CAyesha (ra)
Informações
- Descrição
- Their lives, inspirations & legacy
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Idioma
- English
- Visualizações
- 682
- Etiquetas
- Avaliação
- Ainda sem avaliações Avalie este quiz