Test
Seerate Sahaba & Sahabiyat {TEST-3}
Crea una cuenta gratis para terminar este test
Guarda tu progreso y consulta tu resultado final.
¿Ya tienes cuenta? Inicia sesión
Preguntas del test (10)
1Q1. Ali (ra) ne kin sahaba ikhram ko Rasool (saws) ke baad afzal qarar diya ?
- AAbu Bakr (ra) & Uthman (ra)
- BUthman (ra) & Umar (ra)
- CAbu Bakr (ra) & Umar (ra)
2Q2. Rasool (saws) ne kis sahabi ke bare mein farmaya "jis raste per wo chalte hai, shaitan wahan se haat jata hai" :-
- AUmar (ra)
- BAbu Bakr (ra)
- CAli (ra)
3Q3. Abu Bakr (ra) ki qabre mubarak rawze Rasool (saws) ke kis taraf hai ?
- ADaein (right)
- BBaein (left)
- CSamne (front)
4Q4. Tadween-e-Quran ke liye kis sahabi ko sarbarah muqarar kiya gaya ?
- AZaid Bin Sabit (ra)
- BUmar (ra)
- CKhalid Bin Waleed (ra)
5Q5. Umar (ra) ka taluq quraysh ke kis shakh se tha ?
- ABanu Adi
- BBanu Salim
- CBanu Zehra
6Q6. Umar (ra) ka laqab "Farooq" kyun padha ?
- AKuffar per bahut sakht the
- BMomineen ke liye narm dil the
- CAylania Islam qubool kiya
7Q7. Rasool (saws) ne khawab mein kis sahabi ko dekha ke inho ne kunwe (well) se paani ke zyada dhol nikale jiski wajah se onton ko bhi sairab kardiya ?
- AUthman (ra)
- BAbu Bakr (ra)
- CUmar (ra)
8Q8. Jhooti nabuwat ki dawedar aurat ka naam kya tha ?
- ASajah
- BZarinah
- CRida
9Q9. Abu Bakr (ra) ke khilafat ke dalail kahan milte hai ?
- AQuran mein
- BHadeeth mein
- CQuran aur Hadeeth mein
10Q10. Rasool (saws) ne farmaya "mere baad agar koi nabi hota, toh wo ______________ hote" :-
- AAli (ra)
- BUmar (ra)
- CAbu Bakr (ra)
Información
- Descripción
- Their lives, inspirations & legacy
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Idioma
- English
- Visitas
- 948
- Etiquetas
- Valoración
- Aún sin valoraciones Valora este test