O GoConqr está de visual novo! Conte para nós o que você achou.

Quiz

Seerate Sahaba & Sahabiyat {TEST-3}

Asiya Abdul Raoof 10 perguntas

Fazer o quiz

Perguntas do quiz (10)

  1. 1Q1. Ali (ra) ne kin sahaba ikhram ko Rasool (saws) ke baad afzal qarar diya ?
    1. AAbu Bakr (ra) & Uthman (ra)
    2. BUthman (ra) & Umar (ra)
    3. CAbu Bakr (ra) & Umar (ra)
  2. 2Q2. Rasool (saws) ne kis sahabi ke bare mein farmaya "jis raste per wo chalte hai, shaitan wahan se haat jata hai" :-
    1. AUmar (ra)
    2. BAbu Bakr (ra)
    3. CAli (ra)
  3. 3Q3. Abu Bakr (ra) ki qabre mubarak rawze Rasool (saws) ke kis taraf hai ?
    1. ADaein (right)
    2. BBaein (left)
    3. CSamne (front)
  4. 4Q4. Tadween-e-Quran ke liye kis sahabi ko sarbarah muqarar kiya gaya ?
    1. AZaid Bin Sabit (ra)
    2. BUmar (ra)
    3. CKhalid Bin Waleed (ra)
  5. 5Q5. Umar (ra) ka taluq quraysh ke kis shakh se tha ?
    1. ABanu Adi
    2. BBanu Salim
    3. CBanu Zehra
  6. 6Q6. Umar (ra) ka laqab "Farooq" kyun padha ?
    1. AKuffar per bahut sakht the
    2. BMomineen ke liye narm dil the
    3. CAylania Islam qubool kiya
  7. 7Q7. Rasool (saws) ne khawab mein kis sahabi ko dekha ke inho ne kunwe (well) se paani ke zyada dhol nikale jiski wajah se onton ko bhi sairab kardiya ?
    1. AUthman (ra)
    2. BAbu Bakr (ra)
    3. CUmar (ra)
  8. 8Q8. Jhooti nabuwat ki dawedar aurat ka naam kya tha ?
    1. ASajah
    2. BZarinah
    3. CRida
  9. 9Q9. Abu Bakr (ra) ke khilafat ke dalail kahan milte hai ?
    1. AQuran mein
    2. BHadeeth mein
    3. CQuran aur Hadeeth mein
  10. 10Q10. Rasool (saws) ne farmaya "mere baad agar koi nabi hota, toh wo ______________ hote" :-
    1. AAli (ra)
    2. BUmar (ra)
    3. CAbu Bakr (ra)

Informações

Descrição
Their lives, inspirations & legacy
Idioma
English
Visualizações
948
Avaliação
Ainda sem avaliações
Avalie este quiz
Avalie este quiz

Fale Conosco

Sobre o que é sua mensagem?

O que você acha do novo visual?

Você gostou?